Mahamrityunjay Mantra

Home  मंत्र Mahamrityunjay Mantra

Mahamrityunjay Mantra

Mahamrityunjay Mantra lyrics 

 

हौं जूं : भूर्भुव: स्व:

त्र्यम्बकं यजामहे सुगन्धिं पुष्टिवर्धनम् उर्वारुकमिव बन्धनान् मृत्योर्मुक्षीय मामृतात्

स्व: भुव: भू: : जूं हौं

Mahamrityunjay Mantra Ka Jap Karne Ke Niyam -

Mahamrityunjay Mantra Ka Jap Karte Samay Kuch Niyamo Ka Palan Karna Jaruri Hai,Sabse Pehle To Iska Jap Jameen Pr Baith Kr Na Karein Apne Ghar Mein Ya Mandir Mein Ek Vishesh Sthan Dhundhe Jahan Aap Pratidin Iska Jap Kar Sake. Dhyan Rakhe Ki Mantra Ka Jap Karte Samay Humesha Purv Disha Ki Aur Muh Karke Baith Kar Puja Kren.

Mahamrityunjay Mantra Ka Saral Anuvaad -

Mahamrityunjay Mantra Ek Vishesh Mantra Hai Jiska Prayog  Bhagwan Shiv Ko Prassan Karne Ke Liye Kiya Jata Hai Ye  Trived Aur Yajurved Namaak Prachin Pustako Mein Likha Gya Hai Aamtor Per Log Rudraksh Namak Ek Vishesh Beej Se Bani Motiyo Ko Ginte Samay Ye Mantra Bolte Hai Jab Log Is Mantra Ka Ucharan Karte Hai To Dar Ko Bhi Dur Kar Skta Hai Shiva Purana Namak Granth Mein Kaha Gya Hai Ki Iss Mantra Ka Ucharan Se Ve Sabhi Cheezein Dur Ho Jaati Hai Jo Hume Pareshaan Krti Hai.

Mahamrityunjay Mantra Ke Fayede -

Mahamrityunjay Mantra Ek Vishesh Mantra Karke ,Hum Un Cheezo Se Chutkara Paa Sakte Hai Jo Humare Jeevan Mein Samasya Paida Kr Skti Hai Jaise-

  • Durbhagya 
  • Beemari
  • Darawne Sapne
  • Bacha Paida Na Kar Pana

Jab Aap Mahamrityunjay Mantra Ka Bar Bar Ucharan Karte Hai, To Aapke Saath Achi Cheezein Ho Skti Hai Jaise-

  • Deerghayu 
  • Aarogya Prapti 
  • Sampati Ki Prapti 
  • Yash Ki Prapti 
  • Santaan Ki Prapt
According to Shiv Purana, Chanting Mahamrityunjaya Mantra gives happiness to the devotees and defeats all the troubles.