Shyam ke jaisa koi lakhdatar nahi Shyam ke jaisa koi lakhdatar nahi 
Mere shyam ke jaise ki koi sarkar nahi
Shyam ke jaisa koi lakhdatar nahi Mere shyam ke jaise ki koi sarkar nahi
Haare ka sahara khatu wala hai
Haare ka sahara khatu wala hai
Mere shyam ka harr andaj nirala ha
Khatu wala karta kabhi inkaar nahi
Mere shyam ke jaise ki koi sarkar nahi
 
Sheesh ke daani baba neele ki sawari hai 
Krishan kanhaiya murli wale ke avtari hai
Jo bhi khatu wale ko dil se bulata hai 
Ringas ke uss mod per vo  lene aata hai
Haath pakad le jinka bhao paar wahi
Mere shyam ke jaise ki koi sarkar nahi
Shyam ke jaisa koi lakhdatar nahi Mere shyam ke jaise ki koi sarkar nahi
Jai ho
 
Lekr jo nishaan jo khaatu mein chadhata hai 
Jeevan ki saari khushiya vo baba se pata hai 
Jiska koi nahi hai usko gale lagata hai 
Sabki sunta hai mera baba dauda aata hai 
Gagandeep ka khatam kabhi na ho bhandar kabhi 
Mere shyam ke jaise ki koi sarkar nahi
Shyam ke jaisa koi lakhdatar nahi Mere shyam ke jaise ki koi sarkar nahi
Haare ka sahara khatu wala hai Haare ka sahara khatu wala hai 
Mere shyam ka harr andaj nirala hai
Khatu wala karta kabhi inkaar nahi
Mere shyam ke jaise ki koi sarkar nahi