Khatu wale lyrics-
Tera jaadu khatu wale dar pe kaisa chah gya 
Mai firse firse firse khatu aagya 
Jab jabhi mai saware thoda udaas ho jaata hu dauda dauda mai khatu teri chokhat aata hu
Sang lekr bhakto ki toli gaadi bhar ke aagya 
Mai firse firse firse khatu aagya 
Mai firse firse firse khatu aagya 
Arey pyaara se mukhda ghunghrale tere kalyug ka raja khatu naresh 
 
Haare ka sahara hai mera shyam dhani 
Ghar se lekr ringas tak ringas se lekr khatu tak 
Chain nahi aata baba teri sidi 
Sang lekr bhakto ki toli gaadi bhar ke aagya 
Mai firse firse firse khatu aagya 
 
O tere ghar aaya main aya tujhse milne
Dil ke bdle mei dil ka gajrna de de 
Dil ki dhadkan bhi kya kehti hai sun sun 
Saavariya ghar aya sawariya ghar aaya 
 
Itni kripya kar dena sang mai lo parivaar ji 
Har mahine nahi mai har hafte aaya