Baba Shyam bhajan lyrics in hindi-
Mai pehli dafa jab khatu gaya baba dekha tujhe tera hi ban gaya 
Yaad aati rahi mujhko bahati rhi
Khatu ki galiya ho jaise vadhiya 
Jisko tune diya hai sahara vo jag mein hai haara nahi 
Humko mil gya tera dar shyama hume duniya ki parwah nahi
 
Tumse dil ki lagi wo baba hai shyam 
Japta rehta hu mai din bhar tera hi naam 
Tumko hum kya parkhe tum to malik ho shyam
Krishna ke kehne par de diya apna sheesh daan
Sabko bahata hai tera ye muskurana aur kuch bhi jarurat nahi
Humko mil gya tera dar shyama hume duniya ki parwah nahi
 
Ho na kripya teri kya aukaat meri 
Mitti ka hu shyam mitti ban jaunga
Kalyug mein gunjta baba shyam hi shyam 
Kripya teri se mai naam kar jaunga
Deepak sharma ke sang tera yaarana 
Ashok thakaran bhi hai tera deewana koi jhootha afsana nahi  